Posts

Ahankar (Attitude)???

Kabi guru Rabindranath tagor ek din rat ka khana karte karte sochne laga apne bare me... " mai kitna bada kabi lekhak hu duniyaa ka 2desh ka rastrey sangit mera likha hai, mai kavi vi kahi vi kuch vi likh sakta hu." Unohone or socha ki " khana khatam karke chandni rat me khula asman ke niche aj ek kabita likhenge."  Khana khatm karke unhone mashal leke ek chotisi nawme apne likhne ka saman ke sath bich talab me gaya or sochne laga kya liku, eise sochte sochte 1 ghonta bit gaya par koi dhanka line nahi araha 2ghanta ho gaya 3 ghanta ho gaya us talab me par kuch nahi likh paya, jab kuch nahi samajh aaraha bohot intejar ke bad vi tab ghussa me masal bujha or diya or bina soche santi se bathe rahe.... Tavi huwa karishma.... Masal bujhtei chand ki chandni se talab jagmaga utha jo masal ke roshni se nahi dikhraha tha talab ke charo our jugnu or pero ka bichitra parchayi talab ke pani ka kalkalahat ye sba dak unka man ekdam se jag utha or apne app kabita ka line likhne lag...